Kuch kahaniya ek waqt ke baad sirf kahaniya ban ke rah jaati hain
Dear Love Birds
MY LOVE STORY…
SECTION – 23 …
Ek Nayi Ummeed Ek Naya Faisla – Part – 2
Mere decision ke baad Madhu ke in shabdo ne mere dil me ek nayi ummeed jaga di thi - “Main har us jagah khush rahungi jahan tum ho sirf tum Aadi ... Ok naa !! ... Aise questions ko dil se nikaal do Aadi ... Tum agar videsh gaye toh bhi main utna he pyaar karungi, jitna tumhare yaha hone pe karungi ... Yaad hai na, maine ek din kaha tha ki, maine apne saare Dreams tumhare Dreams ke saath jod diya hai, jahan le chalo main waha aaungi ... Tum jo chaahe wo karo ... Jo tumhara dil karey … Okay na ... Ye yaad rakhna jab duniya ka har insaan bhi tumhara haath chhor chuka hoga, main tumhare saath rahungi”...
Maine apne mann mein soch raha tha ki, "kitni aasani se yeh saari baatein tumne ek pal me keh di Madhu ... Kabhi kabhi aisa lagta hai jo main apne baare mein nahi jaanta wo tum jaanti ho, kaise ?" …
Phir kuchh ghanto baad maine apni Madhu ko call kiya …
Madhu boli - "Aadi !! ... Ek din aayega jab tum bahut kamayaab hogey aur apni un manzilo ke paas hogey and tab main tumhare saath rahungi aur tumse kahungi, dekha maine kya kaha tha !! ... Koshish karne waalo ki haar nahi hoti hai ... Tumhari mehnat aaj rang laayi aur tumhe wo mil gaya jo tum chahate the” ...
"Madhu, main yeh toh nahi jaanta ki wo din kab aayega aur usse paane ke liye main kitne din wait karunga aur kitne din struggle karunga but haan, aaj ek baad yeh zaroor jaan gaya hoon ki koshish toh karni he padegi, bina koshish ke toh bhagwaan kisi ko bhi kuchh nahi dete, aur na hum kuchh paa sakte hain … Thank you ... Phir se ummeed jagaane ke liye ... Ab Tumhara Aadi dekho kya karta hai ... Main ghar mein baith ke kaamyaabi pane ki ki ummeed nahi kar sakta, kyunki wo kabhi nahi milegi … Yeh sab jaante hai … So chalo, kaamyaabi ko paane ke liye aage jaate hain ... Life ki asli cheez ka maza lete hain aur dekhte hain har kaamyaab aadmi ne kin cheezo ka swaad chakha hai” … “I said” …
"I am so happy about you Aadi ... Go, go ahead and catch your goal and dreams ... Wo tumhara intezaar kar rahi hain ... Haan, but raaste me bahut mushkiley aa sakti hai, darr toh nahi jaaoge naa ?” ... "Madhu asked me” ...
"Main darr bhi gaya toh tumhe yaad kar loonga aur tum hogi na mere saath, toh darr kaisa Madhu ... Tumhe kaise batau ki ab career ko paane ka ek maqsad sa mil gaya hai, tumhare liye, mere liye, humaare liye ... Bas tum paas he rehna toh main har mushkeel ko paar kar jaaunga” ... "I said to Madhu” …
"Main saath he rahungi ... Don’t worry" ..."Madhu replied” ...
Madhu mere baare me kya sochti hai yeh main jaanta tha but itna kuchh us Idiot ne keh diya jo main nahi soch paya tha ... meri har baat ko jaise apne pyaar ke bandhan se majboot kar rahi thi aur jis cheez ko main soch raha tha wo ab strong point lag rahi tha ... Kya sach me sab theek hone waala tha, yeh toh main nahi jaanta tha but aage ki yojna par kaam start karna tha, der karne ka bhi waqt nahi tha ...
Facebook, Newspaper, Job Consultancy etc etc har jagah apni manizil ko talaash raha tha ki shaayad wo kahin dikh jaaye toh wahan jaau, but 15 din nikal gaye the aur kuchh bhi haath nahi laga ... Friends se bhi contact kiya …
Kuchh aise bhi miley jo ghar se job karne baahar gaye, out of city or state but bhaag kar waapas ghar aa gaye ... Main darr gaya, kahi mere saath bhi aisa na ho ... Nahi ... Nahi … Main aisa nahi banunga ... Kuchh karne jaa raha hoon to haar kar lautne nahi ... Gharwaalo ko taqleef toh bilkul nahi hone dunga, ki unka beta haar kar aa gaya ghar ...
Hey Bhagwaan kya hoga, kuch nahi pata tha ... Dil mein darr to tha, but ummeed thi ki koshish kiye bina yeh sochna bhi galat hai ... So, kaafi din Internet Facebook aur other sites pe search maarne ke baad ek kaam ki cheez mil he gayi ... Yes … Yes … Yes … Yahi toh thi wo … Kya yeh sach karegi mera sapna ...
(TO BE CONTINUED …)
Posted on MARCH 02/2013 on
HuM TuM & LovE page

Comments
Post a Comment